Album Name | Malhar |
Artist | Various Artists |
Track Name | Zalim Zamana |
Music | Roshan |
Label | Saregama |
Release Year | 1951 |
Duration | 03:27 |
Release Date | 1951-01-01 |
Zalim Zamana Lyrics
koyi to sune mere gam kaa fasaanaa
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana
koyi to sune mere gam kaa fasaanaa
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana
kafas mein ai bul-bul too hai
kafas mein ai bul-bul too
jee bhar ke role too jee bhar ke role
kafas mein ai bul-bul too hai
kafas mein ai bul-bul too
jee bhar ke role too jee bhar ke role
chaman mein tera jal gaya ashiana
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana
koyi to sune mere gam kaa fasaanaa
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana
qasam hai tumhein meri hae
qasam hai tumhein meri barbaadiyon kee
haan barbaadiyon kee
qasam hai tumhein meri hae
qasam hai tumhein meri barbaadiyon kee
haan barbaadiyon kee
meri maut par bhee naa ansu bahaana
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana
koyi to sune mere gam kaa fasaanaa
kaheen maar daale naa zaalim zamana
zaalim zamana