Album Name | Mukesh – Title Songs |
Artist | Various Artists |
Track Name | Raat Aur Din Diya Jale |
Music | Shankar-Jaikishan |
Label | Saregama |
Release Year | 1952 |
Duration | 04:42 |
Release Date | 1952-12-31 |
Raat Aur Din Diya Jale Lyrics
raat aur din diya jaale
mere man mein phir bhee andhiyaara hai
raat aur din diya jaale
mere man mein phir bhee andhiyaara hai
jaane kahaan hai vo saathee
too jo milee jeevan ujiyaara hai
raat aur din
pag-pag man mera thokar khaae
chaand-sooraj bhee raah naa dikhae
pag-pag man mera thokar khaae
chaand-sooraj bhee raah naa dikhae
aisa ujalaa koyi man mein samaae
jisase piyaa kaa darshan mil jae
raat aur din diya jaale
mere man mein phir bhee andhiyaara hai
jaane kahaan hai vo saathee
too jo milee jeevan ujiyaara hai
raat aur din
gahara ye bhed koyi mujko bataae
kisne kiya hai mujh par anyaay
gahara ye bhed koyi mujko bataae
kisne kiya hai mujh par anyaay
jiskaa ho deep vo bujh nahin paae
jyot diye kee duje ghar ko sajaae
raat aur din diya jaale
mere man mein phir bhee andhiyaara hai
jaane kahaan hai vo saathee
too jo milee jeevan ujiyaara hai
raat aur din
khud nahin jaanoon dhoondhe kisko nazar
kaun disha hai mere man kee dagar
khud nahin jaanoon dhoondhe kisko nazar
kaun disha hai mere man kee dagar
kithna ajab hai ye dil kaa safar
nadiya mein aaye-jae jaise koyi lahar
raat aur din diya jaale
mere man mein phir bhee andhiyaara hai
jaane kahaan hai vo saathee
too jo milee jeevan ujiyaara hai
raat aur din