Album Name | Classic Bollywood Scores, Vol. 64 Naya Andaz (1956), Nazneen 1951, New Delhi 1956 |
Artist | Various Artists |
Track Name | Meri Nindon Me Tum, Mere Khvabo Me Tum (From amp039amp039Naya Andazamp039amp039) |
Label | Golden century Music |
Release Year | 1951 |
Duration | 05:22 |
Release Date | 1951-01-01 |
Meri Nindon Me Tum, Mere Khvabo Me Tum (From amp039amp039Naya Andazamp039amp039) Lyrics
meri neendon mein tum, mere khvaabon mein tum
ho chuke hum tumhaaree mohabbat mein gum

man kee binaa kee dhun, too balam aaj sun
meri nazaron ne tujko liya aaj chun

mere dil kee lagee too, meri zindagi too
meri har nazar hai teri dastaan

mere dil kee bahaaren, tumheen ko pukaaren
tumheen se hai aabaad mera jahaan

too mera naaz hai, mera andaaz hai, dil kee awaz hai
meri neendon mein tum, mere khvaabon mein tum
ho chuke hum tumhaaree mohabbat mein gum
man kee binaa kee dhun, too balam aaj sun
meri nazaron ne tujko liya aaj chun
man kee binaa kee dhun, too balam aaj sun
meri nazaron ne tujko liya aaj chun
man kee binaa kee dhun, too balam aaj sun
dil pe chhaayi kushi hai, labon par hansee hai
khili hai tere pyaar kee chaandanee
gumti hain nigaahen, nasha chha raha hai
ke dil ga raha hai teri raagini
haule haule sajan, mera kehtha hai man, ab to laagi lagan
meri neendon mein tum, mere khvaabon mein tum
ho chuke hum tumhaaree mohabbat mein gum
man kee binaa kee dhun, too balam aaj sun
tum mere ho gaye ho, to ye chaand taareephen
ye saare nazare mere ho gaye
dil hua hai deewaanaa, samaan hai suhana
kahen kya tere pyaar mein kho gaye
raat gane lagee, gunagunaane lagee, neend chhane lagee