Album Name | Best Of Lata Mangeshkar – Vol Iii |
Artist | Various Artists |
Track Name | Mera Dil Ab Tera Ho Sajna |
Music | Shankar-Jaikishan |
Label | Saregama |
Release Year | 1949 |
Duration | 05:40 |
Release Date | 1949-12-31 |
Mera Dil Ab Tera Ho Sajna Lyrics
mera dil ab tera, o, saajana
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
nain hamaare tum sang laage
tum sang preet hamaari
man bhaae tum jaano naa jaano
jaane hai duniyaa saaree
koyi aur naa mera, o, saajana
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
morni banake raah takoon main
tum baadal ban chhaao
mere pyaase rome-rome pe
ras barasaate jaao
tera dil mein baseraa, o, saajana
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
pyaar ka bandhan janam-janam ka
saans ke sang hee toote
saare hee rang fike pad jaaen
pyaar ka rang naa chhute
tune tan-man gheraa, o, saajana
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?
mera dil ab tera, o, saajana
kaisa jaadoo pheraa, o, saajana?