Album Name | Tumsa Nahin Dekha |
Artist | Various Artists |
Track Name | Lakhon Hain Nigahon Mein |
Music | O. P. Nayyar |
Label | Saregama |
Release Year | 2004 |
Duration | 04:19 |
Release Date | 1957-01-01 |
Lakhon Hain Nigahon Mein Lyrics
haay, lakhon hain nigaahon mein, zindagi kee raahoon mein
sanam, haseen-javaan
honton mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin vo baath kahaan, ho
lakhon hain nigaahon mein, zindagi kee raahoon mein
sanam, haseen-javaan
honton mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin wo baat kahan
lat he kisi kii jaadu kaa jaal
rang daale dil pe kisi kaa jamaal
lat he kisi kii jaadu kaa jaal
rang daale dil pe kisi kaa jamaal
tauba, ye nigaahen ki rokatii hain raahen
tauba, ye nigaahen ki rokatii hain raahen
dekho le-le ke tir-kamaan, haay
lakhon hain nigaahon mein, zindagi kee raahoon mein
sanam, haseen-javaan
honton mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin wo baat kahan
jaanoon naa deewaanaa main dil ka
kaun hai khayaalon kee malikaa
jaanoon naa deewaanaa main dil ka
kaun hai khayaalon kee malikaa
bheegee-bheegee rut kee chhaanv tale
maan lo kahin wo aan mili
bheegee-bheegee rut kee chhaanv tale
maan lo kahin wo aan mili
kaise pehchaanoon ki naam nahin jaanoon
kaise pehchaanoon ki naam nahin jaanoon
kise dhoondhen mere aramaan? ho
lakhon hain nigaahon mein, zindagi kee raahoon mein
sanam, haseen-javaan
honton mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin wo baat kahan
kabhi-kabhi vo ik mahjabeen
dolati he dil ke paas kahin
kabhi-kabhi vo ik mahjabeen
dolati he dil ke paas kahin
hain jo ye hee baathen to hongee mulaqaatein
hain jo ye hee baathen to hongee mulaqaatein
kabhi yahaan nahin to vahaan, haay
lakhon hain nigaahon mein, zindagi kee raahoon mein
sanam, haseen-javaan
honton mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin vo baath kahaan, hoe
lekin wo baat kahan
lekin vo baath kahaan, hoe
lekin wo baat kahan