Album Name | Azad |
Artist | C. Ramchandra |
Track Name | Kitna Haseen Hain Mausam |
Music | C. Ramchandra |
Label | Saregama |
Release Year | 1955 |
Duration | 03:52 |
Release Date | 1955-12-31 |
Kitna Haseen Hain Mausam Lyrics
kithna haseen hai mausam
kithna haseen safar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
kithna haseen hai mausam
kithna haseen safar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
miltee nahin hai manzil
raahee jo ho akela
do ho to phir jahaan bhee
chaahe lagaa lo mela
dil mil gae to phir kya?
jangal bhee ek ghar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
kithna haseen hai mausam
kithna haseen safar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
naa jaane ye hawaayen
kya kehna chaahatee hain?
naa jaane ye hawaayen
kya kehna chaahatee hain?
panchi teri sadaayen
kya kehna chaahatee hain?
panchi teri sadaayen
kya kehna chaahatee hain?
kuch to hai aaj jis ka
har chiz par asar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
kithna haseen hai mausam
kithna haseen safar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
kudarat ye kah rahee hai
aa dil se dil milaa le
ulafat se aag lekar
dil ka diya jala le
sachhee agar lagan hai
phir kis ka tujko dar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai
kithna haseen hai mausam
kithna haseen safar hai
saathee hai khubasurat
ye mausam ko bhee khabar hai