Album Name | C.I.D. |
Artist | O. P. Nayyar |
Track Name | Kahin Pe Nigahen Kahin Pe Nishana |
Music | O. P. Nayyar |
Label | Saregama |
Release Year | 1956 |
Duration | 04:32 |
Release Date | 1956-04-01 |
Kahin Pe Nigahen Kahin Pe Nishana Lyrics
Kahin pe nigahein, kahin pe nishana -2
Jeene do zalim banao na deewana
Kahin pe nigahein, kahin pe nishana -2
Koi na jane iraade hain kidhar ke -2
Maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe -2
Nazuk ye dil hai bachana o bachana
Kahin pe jigahein, kahin pe nishana -2
Tauba ji tauba nigahon ka machalna -2
Dekh bhal ke ae dilwalon pehlu badalna -2
Kaafir ada ki ada hai mastana
Kahin pe nigahein, kahin pe nishana -2
Zakhmi hai tere jaaye to kaha jaye -2
Tere teer ke maare hue dete hain sadaayein -2
Kardo ji ghayal tumhara hai zamana
Kahin pe nigahein, kahin pe nishana -2