Album Name | Anand Bhavan |
Artist | Vasant Desai |
Track Name | Kahin Khushi Kahin Gham |
Music | Vasant Desai |
Label | Saregama |
Release Year | 1953 |
Duration | 03:34 |
Release Date | 1953-12-31 |
Kahin Khushi Kahin Gham Lyrics
kaheen kushi, kaheen gam ke chiraag jalte hain
ye mausami hai jamaane, khuda badalte hain
aa, dua hai ye jaale dil kee
dua hai ye jaale dil kee
tumhein aabaad rahne de
bana de ghar kisi ka aur use barbaad rahne de
bana de ghar kisi ka aur use barbaad rahne de
dua hai ye jaale dil kee
jala de meri qismat aur qismat ke sitaron ko
mitaa de zindagi aur zindagi kee un bahaaron ko
magar too dil mein baaqee sirf unki yaad rahne de
bana de ghar kisi ka aur use barbaad rahne de
dua hai ye jaale dil kee
aa, jo jitne gir chuke hain gir chuke ab kyun giraata hai?
jala ke aa, ke aanaa khak, kyun kushi udaata hai?
mitaa lo to nazaraa ke saamane yaad rahne de
bana de ghar kisi ka aur use barbaad rahne de
dua hai ye jaale dil kee