Album Name | Aar Paar (1954) |
Artist | O. P. Nayyar |
Track Name | Kabhi Aar Kabhi Paar |
Music | O. P. Nayyar |
Label | Saregama |
Release Year | 1954 |
Duration | 03:12 |
Release Date | 1954-12-31 |
Kabhi Aar Kabhi Paar Lyrics
kabhi aar kabhi paar laagaa tir-e-nazar.

saiyaan ghayal kiya re tuune mora jigar.

kitna sambhala bairi do naino main kho gaya.

dekhati rah gai main to jiyaa tera ho gaya.

dard mila ye jivan bhar kaa. maaraa aansa tir nazar kaa.

lutaa chaiyn qaraar
kabhi aar kabhi paar laagaa tir-e-nazar.
kabhi aar kabhi paar laagaa tir-e-nazar.
saiyaan ghayal kiya re tuune mora jigar.
pehle milan main ye to duniya kii reet he.

baat main gussa lekin dil hi dil main preet he.

man hi man main laddu phute. naino main phuljhadiyaan chute.
hothon par takaraar