Album Name | Classic Bollywood Scores, Vol. 86 Tel Malish Boot Polish (1961), Thokar 1953, Ujala 1959 |
Artist | Various Artists |
Track Name | Duniyawalon Se Door |
Label | Golden century Music |
Release Year | 1953 |
Duration | 02:53 |
Release Date | 1953-01-01 |
Duniyawalon Se Door Lyrics
duniyaa waalon se door, jalne waalon se door
aaja aaja chalem, kaheen door, kaheen door, kaheen door

vo pyaar ka jahaan hai, har dil pe meharbaan hai
kuch aur ye zameen hai, kuch aur aasamaan hai
na zulm ka nishaan hai, na gam kee daastaan hai
har koyi jiskoo samjhe, vo pyaar kee zubaan hai
duniyaa waalon se door, jalne waalon se door
aaja aaja chalem, kaheen door, kaheen door, kaheen door
haathon mein haath dale, khud ko bhee na sambhaale
niklenge hum jidhar se, ho jaayenge ujaale
chandaa kahega hanskar, seene pe haath rakh kar
vo jaa rahe hain dekho, do pyaar karne waale