Album Name | Miss Mary |
Artist | Hemant Kumar |
Track Name | Brindaban Ka Krishna Kanhaiya |
Music | Hemant Kumar |
Label | Saregama |
Release Year | 1957 |
Duration | 03:14 |
Release Date | 1957-12-31 |
Brindaban Ka Krishna Kanhaiya Lyrics
brundaban kaa krishna kandohaia sab kii aankho kaa tara

man hi man kyo jaale radhika
mohan to hai sab kaa pyaara

jamana tat par nand kaa lala jab jab raas rachaae re

tan man dole kanha aisi bansi madhur bajaae re
sud-budh bhuuli khadi gopia jane kaisaa jaadu daaraa
brundaban kaa krishna kandohaia sab kii aankho kaa tara
rang salona aisa jaise chai ho ghat sawan kii

i re main to hui divaani manmohan man bhavan kii
tere kaaran dekh saaware chhod diya main ne jaag sara