Ankhon Hi Ankhon Mein O. P. Nayyar Lyrics

Album Name When Melody Was Queen – Vol 5
Artist O. P. Nayyar
Track Name Ankhon Hi Ankhon Mein
Music O. P. Nayyar
Label Saregama
Release Year 1956
Duration 03:58
Release Date 1956-12-31

Ankhon Hi Ankhon Mein Lyrics

aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main

gaate ho geet kyun dil pe kyun haath hai
khoe ho kis liye aisi kya baat hai
ye haal kab se tumhaara ho gaya

ha, aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main

chalate ho jhum ke badali hai chaal bhi
nainnon main rang hai bikhare hai bal bhi
kis dilruba kaa nazaaraa ho gaya

ha, aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main

ab naa wo jor he, ab naa wo shor he
hamako he sab pataa, dil main kya chor he
ye chor kaise gavaara ho gaya

ha, aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main

kaisaa ye pyaar he, kaisaa ye naaz he
ham bhi to kuch sunen, hamase kya raaj he
acha to ye dil hamaara ho gaya

ha, aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main ishaara ho gaya
baithe baithe jeene kaa sahaara ho gaya
aankhon hi aankhon main

Related Posts