Album Name | Classic Bollywood Scores, Vol. 88 Yahudi (1958), Zabak 1959, Zalzala 1952 |
Artist | Various Artists |
Track Name | Aate Jaate |
Label | Golden century Music |
Release Year | 1952 |
Duration | 04:03 |
Release Date | 1952-01-01 |
Aate Jaate Lyrics
Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine mann me kai baar
Woh pehli najar halka sa asar
Karta hai kyun ish dilko bekaraar
Ruk ke chalna chalke rukna
Na jaane tumhe hai kiska intajaar
Tera woh yakeen kahin main toh nahin
Lagta hai yehi kyun mujhko baar baar
Yehi sach hai sayad maine pyaar kiya
Haan haan tumse maine pyaar kiya
Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine mann me kai baar
Hoton ki kali kuchh aur khili
Yeh dilpe huwa hai kiska ikhtiyaar
Tum kaun ho batla toh do
Kyun karne lagi main tumpe aetbaar
Khamosh rahoon yah main kehdoon
Yaa karlu chupke se yeh swikaar
Yehi sach hai sayad maine pyaar kiya
Haan haan tumse maine pyaar kiya